How to fix the Failed Export problem from Kinemaster.
kinemaster export problem
Aaj-kal jyadatar video editors apni videos ko edit karne ke liye "Kinemaster" ka use karte hai, kyuki ye ek best application hai. Lekin kabhi-kabhi ya by chance achank se isme ek problem aajati hai "Failed Export" ki, jish karan hum apni video ko edit karne ke baad save nhi kar pate hai. Lekin aaj hum apko ishka solution ish lekh mein batane wale hai, to chaliye shuru karte hai:-
kinemaster export video enc fail, kinemaster not exporting
So pahle jaanlete hai ki ye problems aati kyu hai.
●Kinemaster video editor mobile and PC dono ke liye uplubdh hai, lekin jyadatar log android phone mein hi kinemaster ka use karte hai, and "Failed Export" ki problem bhi phone mein hi jyada dekhne ko milti hai, ish problem ka mukhya karanh multiple apps ko ek sath chalana hai. Jab aaap kinemaster se video edit karte time ek dum se home button dbakar kishi dusre apps ko open kar dete hai to kinemaster ko video edit karne mein gadbadhi ho jati hai jish vajah se ye errors dekhne ko milta hai.
●Agar ye problems aapko kuchh hi dino se dekhne ko mil rhi hai matlab pahle kinemaster thik-thak video edit kar rha tha but kuch dino se "Failed export" ka issue aarha hai to sabse pahle aap apne phone ki setting mein jakar apps/application ki setting mein kinemaster par click karke "clear data" and "force stop" kar dena hai. aisha karne se ye problems solve ho sakti hai.
Agar uper batai gai tricks se bhi apki problems fix nhi hoti hai to niche batai gai tricks se apki problem jarur fix ho jaygi.
kinemaster video export problem, how to export video in kinemaster, best kinemaster export settings
● agar pahle btaye gye tariko se bhi apki problem ka fix solution nhi hota hai to apko apne phone se kinemaster ko "uninstall" kar dena hai, kyuki apke phone ya PC mein moujud kinemaster purana ho gya hai. Matlab apke pash old Version ka kinemaster tha, kinemaster ko uninstall karne ke badh dubara Google se new version ka kinemaster download karke install kar llena hai. Ab apke kinemaster mein Failed Export ka issue nhi aayega. And aap ashani se video edit karke save kar paoge.
Abhi hamne aapko iske bare mein bataya hai :-

kinemaster export
kinemaster export video enc fail
kinemaster not exporting
purana kinemaster
kinemaster video export problem
how to export video in kinemaster
best kinemaster export settings
kinemaster problem
samsung video editor export failed
kinemaster mein
kinemaster export settings
kinemaster jio phone
how to export video from kinemaster
kinemaster demo
how to export kinemaster video
Asha karte hai ki ish lekh mein di gyi information apko achhi lagi hogi and apke liye useful bhi rhi hogi. Agar ish articles se related aap kuch puchna chahte hai to abhi comment mein bataye.

Thank you mujhe isse kinemaster ki problem ko thik karne me bahut help mili
ReplyDeleteThank you! It is a matter of great pleasure that your problem has been fixed.
DeleteBahut madadgar information hai
ReplyDelete