Phone ki touch adhi tut jane par use kaise kare
Hallo dosto! Aaj ke time mein har lisi ke pash smartphone hai, kehne la matlab hai ki har koi smartphone user hai. Kabhi-kabhi jab hamara smartphone phone hath se chhoot kata hai to phone ki aksar touch tut jati hai. Jish karan se phone ki adhi touch kaam nhi karti. Jish karan se bahut si problems ka samna karna padhta hai.
Lekin aaj hum aapko ek aishi trick ke baare mein batayenge jiska use karke aap apne phone ki adhi touch kam ma karne par bhi pura use kar paoge .
Dosto ye trick sabhi smart phone par work karegi, kyuki hamari hamne pahle ishe khud use kar ke dekhe hai. Ish trick ko kuchh steps mein samjhaya gya hai jo niche prastut hai.:-
Step1- sabse pahle aapko apne phone ki settings mein jana hai.
Step2- settings mein thoda niche jane ke badh Accessibility likha dikhega ushpar click karna hai .
Step3- Accessibility par click karte hi new page open hoga jisme se aapko Vision par click karna hai.
Bash ab aapka kaam ho gya hai. ab aap jab bhi apne smartphone ki screen par 3 baar click karenge to aapko phone ki screen zoom ho jaygi fir aap ush jgha par zoom karke click kar sakte hai Janha se touch kaam nhi kar rhi hai.
Hamme ummid hai ki aap upar batai trick ko samjh gye hoge . Agar ab bhi aapka koi sawal hai yafir ish article se related kuch puchna chahte hai to niche comments box mein apni comments likhe ham jald se jald aapke sawalo ka uttar denge.

Thanks, mujhe isse bhot fayda hua hai mera kharab phone ish trik se sahi chalne Laga hai .
ReplyDelete