Welcome To HALZUTRIK

how to unlock google bypass account in samsung galaxy j2 and all Android phone?

how to unlock google bypass account in samsung galaxy j2 and all Android phone



.


aaj ke time mein hacker and theif itne ho chuke hai ki har din kisi-na-kisi ke smartphones chori hote rahte hai, our chori huwe phone se chor user ki jankari and phone hack kar leta hai. ishi problem ko dhyan mein rakh kar phone company ne apne users ke liye smartphones mein factory data protection ke liye Email lock or google lock feature add kiya. to chaliye thoda Email lock ke bare mein jaan lete hai.


What is Email lock or google lock.

Email lock ya google lock, phone ke factory data protection ke liye use hota hai. iski jarurat tab padti hai jab aap apne phone ko hard reset kar dete hai (hard reset se phone ki data factory erase ho jaati hai). hard reset karne ke baad aapse aapke device(smartphone) ka pehla pattern lock password ya Vo Email id and password dalne ko kaha jata hai jo aapke phone mein hard reset karne se pahle mojood thi.

So i hope: aap ye jaan gye honge ki Email lock kya hai.
Agar aap hard reset or data factory erase karne ke baad apne phone ka pattern and Email or password bhool jate hai to aapka phone unlock nhi ho payega. and owner email ka issue ayega jaisa ki niche image mein dikhaya gya hai.👇

                    



ab aapke phone ko unlock karne ka bass ek hi upaya hai "Google frp bypass" trick ka use karna. so gays hamm aapko ish trick ke bare mein puri jankari denge jisse aap apne smartphone ko unlock kar paye After hard reset.
ish trick ko kuchh steps mein rakkha gya hai. so sabhi steps ko achhe se follow kare👇👇👇


Step1. Sabse pehle aapko apne phone ko WiFi se connect kar lena hai.

Step2. ab aapko apne phone mein Talkback ko on kar lena hai(samsung j2 mein ye 3 baar home botton click karne se on hoti hai).

Step3. ab aapko phone ki screen par apni finger se "L " swipe karna hai. aisa karne se pop-up window open hogi. jisme aapko Talkback settings par two baar click karna hai.

Step4. Talkback settings on hone par aapko apni 2fingers se screen par upar ki oar le jani hai. ab Talkback ko off kar dena hai(jaise aapne Talkback on kiya tha aise hi ye off hogi). and niche privacy policy likha hoga ush par click karna hai.

Step5. Click karte hi aapko kisi ek browser me click karne ko kaha jayga ( hamm sujhav denge ki aap Crome browser par click kare)
ab aapko 2 Apk file ki jarurat padegi

Step6. Ab aapke phone mein Crome browser open ho jayega, search bar mein niche di gyi link ko dal kar search kar dena hai. 👇👇👇
https://Apkfeel.blogspot.com
ab jo website khulegi uske search bar mein Quick Shortcut maker Apk dal kar search karke download kar lena hai.
ya fir aapko niche diye gye Download ke icon se "Quick shortcut maker apk file" download kar lena hai.

Click here : Quick shortcut maker app


Step7. ab aapko ushi website mein dubara jakar "google account manager" Apk search karke download kar lena hai. aap niche diye download ke icon par click karke bhi download kar sakte hai.

Click here : Google account manager Apk


Step8. Ab aapko chome browser me three dots par click karke download ke saction par click karke pahle google account manager apk ko install kar lena hai. or done kar le.
ab quick shortcut apk install kar le and open kar le.

Step9. open karke quick shortcut ke search bar mein google account manager find karna hai. ab thoda niche jane par email wale option par click karna hai. ab three dots par click karke Email and password Sign in kar lena hai.





Step10. Sign in complete hate hi aapko apna phone power key se restart kar dena hai.
Restart hote hi aap Next karke process mein add Email mein Email and password dal kar setup complete kar le.

Congratulations aapka phone unlock ho gya by frp bypass.


hamme asha hai ki aap article mein di gyi jaankari sahi se samjh aagyi hogi. agar article se related koi problem ya sawal hai to comment box mein comments karke bataye.



RAJAN

My name is RAJAN and this website is created by me. All articles posted on it are published by us. Our aim is to give correct information to the visitors according to their search through articles and take them to the post. facebook youtube instagram facebook pinterest

1 Comments

Previous Post Next Post

Follow on Google News