Welcome To HALZUTRIK

Mi remote apk ka use kaise kare.

 Mi remote apk ka  use kaise kare




Hi friends agar aap bhi Xiaomi Redmi mi ka phone use karte hai our ye janna chahte ho ki "mi remote" apk ko kaise use karte hai to article ko dhyan se padhiye.



mi remote app se aap apne mi phone ko ek remote ki trah use karte hai. ye feature xiaomi apne smartphones mein deta hai. esse aap apne phone ko tv, cd, dish tv, dd free dish etc. ke remote bna sakte hai. to aiye ab redmi phone mein mi remote ko dd free dish ka remote banana jante hai.


Step1. sabse pehle aap mi remote apk open karna hai.




Step2. ab add remote par click karna hai and set-top box par click karna hai.




Step3. ab apko kinte name show honge apko dd free dish par click karna hai.




Step4. ab apko power switch botton dikhai dega uspar click karne par yes/no option mein yes par click karna hai.

.




Step5.ab apke samne edit remote ka page open hoga bas apko sabse niche paired par click karna hai.



click karte hi apke phone ki screen par remote show ho jayga our apka phone dd free dish se connect ho jayga ab aap apne phone ki screen par bne remote mein jo bhi dabaynge apka dish aise hi work karega.





so ye thi aaj ki jankari jo ki bahut useful thi. agar apka koi friends bhi mi ka phone use karta hai to ish article ko apne friends ke pash abhi share kare jisse unhe bhi ye jankari prapt ho.


RAJAN

My name is RAJAN and this website is created by me. All articles posted on it are published by us. Our aim is to give correct information to the visitors according to their search through articles and take them to the post. facebook youtube instagram facebook pinterest

1 Comments

Previous Post Next Post

Follow on Google News