Full Form of Bsc.
Fullform of Bsc.= Bachelor of science.
ish course ko complete karne ke baadh student graduated ho jata hai. ye course keval science ke students hi kar sakte hai matlab agar aapne intermediate ki padhai art se ki hai toh aap Bsc karne ke yojgya nhi ho sakte.
Bsc ke kuchh normal subjects niche darshaye gye hai.-
Bsc: Biology (Zbc)
Note:- zbc=zoology, botany chemistry)
Bsc: (Math)
Bsc: (Home-science)
Bsc: (Ag= Agriculture)
Bsc: (Microbiology)
Bsc: (Nursing). and etc.