Phone se Professional copyright free YouTube thumbnail Kaise banaen
youtube video thumbnail kaise banaye
Agar aap bhi ek youtuber hai our YouTube per video banate hai to aapko video edit karne mein YouTube par video upload karte samay ek thumbnail ki avashyakta hoti hai, jisko aap khud hi banate hain, khud hi banakar edit kar kar apne YouTube video par lagate hai. kai users ke liye to thumbnail banana bahut hi mushkil hota hai. isliye ve net per search karte hain aur iski yukti dekhte hain ki kaise apni video ke liye ek attractive thumbnail banana chahie. toh iske bare mein aaj ham aapko yah jankari denge our ek trick bataenge ki aap apni YouTube videos ke liye ek attractive thumbnail kaise banaye wo bhi phone se. professional thumbnail kaise banaye jisse aapki video jaldi viral hone ka chance Rahe. toh article ko pura padhte rahe ham ishi article main aapko yah tricks aur tips denge, jiski madad se aap ek professional YouTube thumbnail bina copyright wala bana sakte hai. aap ko ish thumbnail ke sath kisi bhi prakar ka copyright issue nahin aaega. yah bilkul copyright-free hai.
YouTube thumbnail image vo hota hai jo aapki videos ke mukhya title ki tarah hi videos mein sabse aage dikhai deta hai
ish image ko bahut hi Shandar tarike se banaya jata hai, jisse ki vo video bilkul attractive dikhaya. Jab YouTube per aapki videos show hogi to yah channel hi sabse pahle users ko dikhai dega, jisse ki log aapki videos ko dekhna chahenge ish title trah ka thumbnail per click Karke. doston thumbnail banane ke liye aapko sabse pahle to yah dhyan dena chahie ki aapke thumbnail mein koi bhi copyright chijen na ho. matlab ki jaise ki aap kisi website se Google se download kar kar thumbnail lagaenge to aapko copyright ka issue Jarur aaega. kyunki yah dusron ka image hiota hai. to ham bataenge aapko jankari, denge without copyright or professional YouTube thumbnail banane ka.
thumbnail kya hota hai
thumbnail kaise banaye
youtube video thumbnail kaise banaye
thumbnail kaise banaen
youtube thumbnail kaise banaye
thumbnail kaise banate hain
copyright free thumbnail for youtube
kinemaster se thumbnail kaise banaye
free fire ban thumbnail
To aap apni YouTube videos ke liye ek achcha sa thumbnail create kar sakte hain vah bhi apne android phone se. jiha! apne android phone se. iske liye humne kuchh steps ko niche likha hai jinhen aap padh kar yah samajh jaenge aur aap per aa jaega ki aap ek achcha sa YouTube videos ke liye thumbnail kaise create karen. to iske liye sabse pahle aapke pass ek android phone to hona hi chahie. kyunki jyadatar use kya karte hai ki Apna YouTube channel android phone Se hi chalate hai. Kyunki jyadatar logon ke pass android phone hi hota hai. aur laptop ya PC bahut hi kam hote hai. to isliye jyadatar log phone per hi banana pasand karte hai. isliye hamne ye trick keval phone ke liye rakhi hai. jisse ki aap apne phone se hi yah create kar sakte hain YouTube thumbnail.
Phone se professional copyright free YouTube videos thumbnail kaise banaen.
1. video se related icon download karen
dosto aapne dhyan diya hoga Ki jab bhi koi thumbnail create kiya jata hai. to usmein video se related koi na koi nishan ya emoji ya koi chhota sa photo bhi aap download kar kar Apne thumbnail per lagate honge. jaise ki agar aapki videos phone ki setting se related hai to aap ya to phone ka nishan lagaenge ya phone ki setting ka icon, logo download karke apne thumbnail per lagana chahenge. to sabse pahle to aapko kahin se bhi apni video se related koi bhi icon ya fir koi logo download kar lena hai.
2. apna photo capture kare
Doston yah to aap jante honge ki aap apne YouTube videos per thumbnail create karte hain to usmein apna photo to jarur hi lagate honge. to aapko apna ek achcha sa photo capture kar lena hai. apne phone ke camere se. aur haan yahan per dhyan dene wali baat yah hai ki jab bhi aap apna photo capture karen to khud to nahin kar sakte. ya to aap tripod per phone mein timer lagakar capture karte honge ya fir kisi dusre se photo khinchvate honge. to bus yahan aapko yah to batane ki jarurat nahin hai ki aap kaise photo ko capture Karte hain. balki dhyan dene wali baat to yah hai kish style mein apna photo capture karte Hai. doston jab bhi aap apni video Jiya Kisi Agar chij Ke Liye Koi thumbnail create karne ke liye photo capture karte hain to aap usmein aise lagne chahie li jaise aap koi jaankari de rahe ho ya koi tips de rahe ho, koi sujhav de rahe ho. ish prakar se aap apna photo capture kijiye. ush position mein rahiye aur bus photo ko capture karke rakh lijiye. aage ki process ham niche bataenge.
3. Ab Kya Karen
copyright free thumbnail for youtube
Jab aap apne thumbnail Ke liye koi icon logo aur uske sath apna photo capture kar lete hai. to uske bad aapko kya karna hai. yahi jankari ham ismein bataenge to yah do kam kar lene ke bad aapko Inka background-image kar dena hai to uske liye aapko ek Background Eraser app ki jarurat padegi Jisko main niche link de dunga aapane download kar lena.
Is Background Eraser app ko download karke Install kar lene ke bad aap isko open kar lena hai. open kar lene ke bad aapane jo thumbnail ke liye icon ya fir koi Nishan download kiya tha, uska background erase kar lijiye. aur fir aapane jo photo capture kiya tha uska bhi background erase kar lena hai. ish App ki madad se. aap apne photo ka bhi background bilkul erase kar lene ke bad ye aapke phone ki storage mein aur gallery mein save ho jaenge. fir uske bad aap ko jo karna hai vah niche steps mein bataya gaya hai.
4. Edit and create thumbnail
Background Eraser kar lene ke bad ab jo step aati hai, vo aati hai apne thumbnail ko create karna aur edit karna. to iske liye ye aapko ek aur application ki jarurat padegi. jiska naam hai collage maker. Iska link bhi ham niche aapko de denge, aap vahan se ise download kar kar apne phone mein Install kar lena aur fir aage ki process karna.
•Collage maker app Ko download karne ke bad aap apne phone mein install kar lijiye. aur uske bad isko open kijiye. open karte hi apke samne kai option honge, jismein se aapko edit wale option per click karna hai, aur click kar lene ke bad sabse pahle to aapko apne ush background-erage kiye hue apne capture photo ko select kar lena. hai ye aapko aapke phone ki gallery ke folder mein milega.
• ab aapko apne photo ko edit karna hai. aap YouTube videos banaa rahe hai to aapko YouTube friendly ratio ko select kar lena hai aur select kar lene ke bad Apne photo ko Jahan per bhi aap lagana chahte hai. upar-niche jaha bhi lagana chahte hain wahi add kar dijiye. aur fix tarike se add kar dijiye, aap apne photo ko mirror bhi kar sakte hain.
• thoda scroll karenge to aapko plus image ka option dikhega jismein aap ek extra aur image add kar sakte hain. to is per click karte hi aap fir bhi apni gallery mein pahunch Jaenge. toh aapko use icon wale photo ko select kar lena hai Jiska humne background arrange karvaya tha jo aapane download kiya tha. icon ya logo aur jiska apne background erase kiya tha ushe bhi eraser folder se select kar kar yahan per laga dena hai. photos aap apne dusre photos ke sath kahin per bhi acchi tarike se select kar kar laga sakte hain.
• ab baat aati hai text ki, to aap apne thumbnail mein jo bhi text dena chahte hain, jaise ki apni videos ka title to usko aapko uske liye aapko app mein niche text ka icon dikhega. jisse aap text select kar kar ya text add kar sakte hain. to ush per click karke aap apne keyboard se vah title likhiye jo aap apne videos ke thumbnail mein lagana chahte hain. to usko crop likhkar lagaiye, usko chhota bada karo apne hisab se customise Kariye aap apne text ka colour bhi change kar sakte hain aur uski hight vate font-size Sab kuchh aap select kar kar change kar sakte hai.
• ab agar aap aur kuchh hi customise karna chahte hain to is app ki madad se apne photo mein add kar sakte hai. ye bilkul copyright free photo hoga. ab ismein aakhri step ye hai ki aapka jo thumbnail hai uska background kaise rakhna chahte hai. to niche background ke icon per click karke aap uske background bhi change kar sakte hai. jaise apne thumbnail ka aap colour lagana chahte hain ya fir aap rangeen colour lagana chahte hai. jismein colourful kara hote hain ya fir ismein select karne ke liye koi customer photo bhi hota hai. jisse aap apni gallery se choose karke bhi laga sakte hain lekin ham aapko yahi sujhav denge ki aap iske jo default colour hai unhe hi lagaiye. Kyunki ye copyright free hai. toh Apne background vehi lagaiye Kyunki aapka image to copyright ho sakta hai jo aap ki gallery mein save hai. to isliye keval app ke default background colour ka hi prayog karen.
Itna kar lene ke bad aap ka photo bankar ready hai matlab ki aapka YouTube videos ke liye professional thumbnail bankar ready hai. ab aapko kaun main save ke button per click karke photo ko sev kar lijiye aur agar aap aur bhi kuchh likh dena chahte hain to aap dhire dhire ish App se edit karna sikh jaenge. ish apps par aap ek professional YouTube ke liye copyright free ya fir keh sakte without copyright wale create kar sakte hai. jisse aap kahin per bhi add sakte hai. koi bhi copyright nahin aaega. to bus yahi tha ismein Jankari jo hamne aapko di hai. aise hi aap apni videos ke liye aur bhi thumbnail yahan se create kar sakte hai.
thumbnail kya hota hai,
thumbnail kaise banaye,
youtube video thumbnail kaise banaye,
thumbnail kaise banaen
youtube thumbnail kaise banaye
thumbnail kaise banate hain
copyright free thumbnail for youtube
kinemaster se thumbnail kaise banaye
free fire ban thumbnail
thumbnail kaise banaye,
youtube video thumbnail kaise banaye,
thumbnail kaise banaen
youtube thumbnail kaise banaye
thumbnail kaise banate hain
copyright free thumbnail for youtube
kinemaster se thumbnail kaise banaye
free fire ban thumbnail
https://www.tayyab.solutions/2022/04/how-to-use-your-iPhone-or%20Android-phone-as-a-webcam.html
ReplyDelete