Phone mein Windows install kaise karen
Aaj ke Jamane Mein Har Koi Android ya smartphone ka use karta hai aur Yahan tak ki bacche bhi bahut jyada phone ka use karte hain aur Vahi Agar dusri Taraf Dekha Jaaye to computer ka use bhi log Jyada Karne Lage Hai normal log bhi computer yaar laptop ka use karne mein Samarth hai aajkal log internet par sabse Jyada tric search karte hain aur Har user Har kam ko ek tric se iji Banane Mein Laga rahata Hai Yahi Kuchh yojya se yah bhi search kiya hai hai ki phone mein Windows install kaise karen to Ham iske liye Bhi Ek tree-like hai jisse aap apne phone mein Windows kaise install Karen ish tric ke bad aap apne phone mein Windows Install kar Payenge aur apne phone ko bilkul computer Ki Tarah use kar Payenge. ish trick ki jankari ko Kuchh steps Mein Rakha Gaya Hai To Sabhi steps ko Dhyan se padhiye.
Step1. sabse pahle aapko apne phone ka data connection ya fir Wi-Fi se connect kar lena hi.
Note:- Yah trick Ek Android basic trick hai jo Keval Android phone mein hi work karegi Yah trick keypad mobile mein work Nahin karegi.
Step2. Ab aapko Ek Windows XP Launcher application ki jarurat padegi ish application ko download karne ke liye aap google par "apkfeel"
likh kar search kare. Aap apkfeel website par aajaege. Ab ishme window launcher likhkar search kare our download kar le.
Step3. application download karte hi ishe install kijiye.
Step4. ab application ko open kijiye open karte hi aapko yah application aapke phone ki setting mein le Jayegi aur launcher select karne ko kahegi.
Step5. aapko Windows wala application select Karke click karna hai agar aapse yah Kisi bhi permission ko allow karne ko Kahe To permission ko allow kar dena hai.
Step6. permission ko allow karte hi aapka phone Kuchh second Mein Windows ko aapke phone mein automatically Install kar dega and congratulation aapka phone bilkul computer Ki Tarah work karne lagega and computer Ki Tarah dikhne Lagega.
Yah Ek Launcher application ke Madhyam Se Kiya gaya hai yah application phone ke features ko computer Key Windows ke feature ke Saman Bana deta hai jisse Hamen apne phone ke sabhi featured computer Key Windows ke feature ke Saman dikhne Lagte Hain Vastav Mein yah bilkul computer Ki Tarah hi work karta hai parantu aap ke phone ke apps apps mein rahte hain lekin vah dikhne Mein computer ke software Ki Tarah dikhte Hain.