Welcome To HALZUTRIK

Redmi note3 camera settings

Redmi note3 camera settings

Agar aapke paas bhi Xiaomi redmi note3 ka phone hai our aap ishke camera ki settings nhi samajh paa rahe hai toh hamare saath bane rahe kinyoki ish article mein hamm aapko redmi note3 ke camera ki full settings karna batayge. Toh article ko poora padhiye.
Xiaomi ne redmi note 3 phone mein bahut achhe features dalkar launch kiya tha.
Ish phone aapko 13 megapixel ka rear camera and 5 megapixel ka selfie camera diya gya hai. Our agar baat kare ishke storage ki toh ishme 3gb ram and 32gb internat storage di gyi hai.

Agar baat ishke camera ke quality ki kare toh iske dono camera ki quality bahut achhi hai. Isse aap full hd video record kar sakte hai. Lekin logo ko ishke camera ki settings ke baare mein nhi pata hota hai our ve sahi photos capture nhi kar pate our na hi video sahi quality mein record kar pate hai. Lekin hamm aapko redmi note 3 ke camera ki full settings kar paoge jisse high quality mein photo le sakoge.

Xiaomi mi redmi note3 camera settings

(Sabhi steps ko our bahtar se samjhne ke liye image ki help le)

1. Sabse pahle apne redmi note3 phone ke camera ko open karen.
2. Ab three line par click karen.


3. Ab setting wale option par click karen


4. Ab niche scroll karke camera frame ke option par click karke frame select karen.
5. Ab Picture quality ko high kar de.


6. Ab Anti banding par click karke off kar de.
7. Auto exposure settings kar click karke Frame average ko selact karen.
8. Contrast= High, Saturation= Normal and Sharpness=Normal par karen.
halzutrik image



Bass itna karne ke baad aapke redmi note3 ke camera ki quality bahut jyada achhi ho jaygi. 


Hamen ummeed hai ki yaha article aapke liye helpful and useful hua hoga. agar aapka koi sawal hai to comment mein hamme bataye. Our agar aap chahte hai ki halzutrik ki new update sabse pahle aapko mile toh side mein diye Bell🔔 icon par click karke notifications allow kar de.
RAJAN

My name is RAJAN and this website is created by me. All articles posted on it are published by us. Our aim is to give correct information to the visitors according to their search through articles and take them to the post. facebook youtube instagram facebook pinterest

Post a Comment

Previous Post Next Post

Follow on Google News