4 important fecebook settings for your security
Agar aap bhi ek facebook user hai to aapko bhi apne facebook account ki security ki chinta hoti hogi. Ya fir kabhi aapko apne account mein kuch aise changes dikhai diye honge. aise changes jo aapne nhi kiye, our agar aapko bhi apne facebook account ki security ko lekar paresaani ho rahi rai toh tension lene ki jarurat nahi hai, kinyoki hamm aapko aisi 4(four) important facebook settings ke baare mein batayege jinko kar kar aap apne Facebook account ko bilkul secure kar Payenge. inh Facebook settings se aap ye bhi dekh Payenge ki galti kaisi hai, our kaha se ho rahi hai.
Dosto Facebook har koi use karta hai, our sayad ki koi phone usera honge jo fecebook ka use nahi karte honge. yah ek bahut hi popular social media platform hai, jishpar lagbhag har desh ke log apno se jude huwe hai. yaha platform Duniya ke har kone se apno ko apno se jode rakhta hai. our video chat ke features se to ye app our bhi popular bhan gya hai. jiski madad se log apne bahut door ke friends, ristedaaro, and family members ko sameep(near) hone ki feeling deta hai.
Toh dosto agar aap bhi apne facebook account ki security badhana chahte hai toh ish article mein maine jo bataya hai ushe sahi se padhen. dosto kai baar kya hota hai ki hamme apne account par kuchh aise badlav(changes) dekhne ko milte hai jo hamne kiye hi nahi, toh ish trah ke changes milne par aap samajh sakte hai ki aapke account ke sath kisi ne chedkhani ki hai. toh ab unh 4 important settings ko jaan lete hai jinse aapke Facebook account ki security se related sabhi paresaani thik ho jayegi.
1. Login and security
Facebook ki yah sabse important setting hai. kai baar hamare sath aisa hota hai hamm apne account par ek aise notification ko paate hai ki "aapka account kisi other device par login kiya gya hai kya vah aap hi the"
toh dosto aisa message ya notification dekh kar paresani mein padh sakte hai. to iske niwaran ke liye ham jo àapko bata rahe hai usko dhyan se padhiye.
▪ Sabse pahle Facebook par login ho jaye, ab three line par click karen

▪ Ab aap thoda our niche aane par aapko Login and security setting show hogi. toh ish par click kar de.
▪ Click karte hi login and security ki setting open ho jayegi.
▪ Ab aap login information mein ye dekh sakte hai ki aapka account kon-kon se device mein, kish tarik ko login kiya gya hai.
Ishme aap device ka name dekh sakoge, our ye bhi dekh sakoge ki device mobile hai ya computer. ishke sath aap login hone ki tarik bhi dekh sakoge. Login details mein ye bhi dikhaya jayga ki filhal aapne kish device mein login kiya hua hai.
Dosto yaha aapko ve sabhi device show ho jaenge kinme aapne pahle apna account login kiya hua tha.
Ab baat aati hai problem ko fix karne ki, toh agar aapne yaha dikhaye gaye device se login nahi kiya tha to aap ush device par click karke Log-out kar de. yaha aap sabhi devices se logout bhi kar sakte hai. Our agar aapko lag raha hai ki aapka account kishi aise devices mein bhi login hua hai jo aapne nahi kiya hai, toh sabhi devices Log-out karne ke baad apna Facebook password change kar dejiye. kinyoki yah sabse sahi tarika hai apne account ko security badhane ka. our aap ek aisa new password create karen jo hack na ho sake, jaise [M$87ul/4@Y]. kinyoki ish trah ka password hack ya fuses nahi ho pata hai, our aapke account ki security badh jati hai.
2. Profile lock karna
Facebook ne apne users ki security ko dhyan mein rakhte hue ye setting launch ki hai. ish setting se har Facebook user apni facebook profile ko lock kar sakta hai. ish setting ko on karne se koi bhi other user jo aapka friend nahin hai, wo aapki profile ko kholkar nahin dekh Paega. aapki profile ke sabhi photos our aapki details janne ke liye pahle ushe aapka friend banna padega. toh facebook ki yah setting bahut hi important hai aapke account ki security ke liye.
▪ Ishko chalu karne ke liye aapko Facebook open karke three lines par click karna hai.
▪ Ab niche aane par setting ke section par click kar de.
▪ Setting mein thoda niche aane par Privacy par click de.
▪ click karte hi privacy ki setting show hogi. ab 2nd(second) number profile lock ki setting dikhegi. toh ushko enable kar dena hai.
3. Personal privacy
Dosto ye facebook ki bahut hi gazab ki our important setting hai. ish setting se aap apne account par full control kar Payenge. isse aap ye decide kar sakte hai ki aapki post, videos, stories,photo,location,etc., kon dekh sakta hai.
ishme sabse important setting ye hai ki aapko your details mein apne mobile number, Email id, date of birth our aapka address ko custom rakhna hai. matlab ki inh jaankari ko keval àap hi dekh sakte hai. isse hoga kya ki koi bhi hackers ya vae log jo aapke mobile number and adress ka misuse karna chahte hai, toh vae aisa nahi kar paenge.
▪ Iske liye aapko Facebook setting mein chale jana hai.
▪ ab privacy par click karna hai. fir privacy setting par click karna hai.
▪ Privacy setting open ho jane ke baad aap jin-jin jaankari ko public ko dikhana ya chhupana chahte hai. unhe apne hisab se manage karen.
4. Block karna
Yah Facebook ki bahut useful setting mein se ek hai. iska use Facebook friend ko block karne ke liye kiya jata hai. Jog Facebook par aapke friend hai ya nahi bhi hai, lekin aapko unhse kuch dar hai, ya fir aap chahte hai ki vah aapko Facebook na khoj sake toh ishke liye aap unh logo ko block kar sakte hai. Block kiye jane par log aapko Facebook par search nahi kar paenge, our nahi aapke photos, videos and address ko nahi dekh sakega.
isse aapke account ki security our badh jayegi.
Toh dosto ye thi vo 4 important Facebook setting, jinse aap apne facebook account ko puri trah se secure kar sakte hai.