Block numbers par call kaise kare
Welcome to halzutrik ! Agar aapko kishi ne apne phone mein block kar diya hai.
Ya fir aapki girlfriend ya kishi dost ne aapka number block kar diya hai. toh ham aapko ek aishi trick batayenge jisse aap ush number par bhi call kar paenge
jishne aapko block kiya hua hai.
Jab aap kishi aishe number par call karte hai jisne aapko block kiya hua hai toh aapki call nahin ho paegi our apne aap hi cut jayegi. ish condition mein aapko kuchh samajh mein nahin ayega , our aap pareshaan ho jaenge. Lekin aapko tension lene ki jarurat nahin hai kiyunki aaj ham ishi problem ko fix karne ki jaankari denge.
Block number par call kaise karen
Doston block kiye jane par aap ush number par normally call nahin kar paenge. Lekin ham kuchh tips aapko bata rahe hai jinse aap block kiye gye number par bhi call kar paenge.
Block numbers par call karne ke liye sabse pahle aapko Free Call App ko
download karna hoga. Kiyunki ish app ki help se hi ham ish tarike ko janege.
Freecall app ko download karne ke liye aap Google par Apkfeel likh kar search Karen our Apkfeel website ko open karen our freecall app search kar kar download karen
Ab free call app ko phone mein install karke open kariye. Open karte hi aapko
kuch credits show honge, aap credit ko ads dekh kar bhi kama sakte hai. Starting mein aapko 1000 credits free milte hai jinse aap kuch minutes tak block kiye hue number par call kar sakte hai.
Call karne ke liye aapko niche call ke option par click karke ush number ko dial
karna hai jisne aapko block kiya hai our jise aap call karna chahte hai. Dial karke
aapko call kar dena hai.
Toh ish trah se aap ush number par call kar paenge. Ush vyakti ko heraan kar
sakte hai ki aakhir ye call kaise kar raha hai kiyunki ishe to block kiya gya hai.